romantic sms messages


Ishq kiya to pata chala,
zeher pia to pata chala.
Is zindgi se to maut behtar,
jab ji liye to pata chala...





manzil bhi usi ki thi, raasta bhi usi ka tha.
ek me akeli thi, kafila bhi sui ka tha..
saath- saath chalne ki soch bhi usi ki thi..
phir raasta badlne ka faisala bhi uska tha..
aaj akeli hoon.. dil sawal karta hai…
log to uske the, kya khuda bhi uska tha







likhna to tha k khush hun teray bagher b

ansu magar qalam se pehlay hi gir gay