hindi love shayari sms


agar kal hum na bhi rahe
humari yaad sada rahegi
sirf nazrein uthake congress ka flag dekhna
humari dosti ki TASVIR wahan rahegi






na chaho kisiko itna ki
chahat tumhari majburi ban jaye
chaho kisiko itna ki
tunhara pyar uske liye zaroori ban jaye




kaun jane kab maut ka paigam aajaye
zindagi ki akhiri shaam aajaye
hum tho dhundte hain waqt aisa
kab hamari zindagi aapke kaam aajaye